वो पेड़ है क्या जिस पर पते न हो ,
वो प्यार ही क्या जिस में कोई रिस्क न हो।

प्यार हम भी बहुत करते है यारो उनसे,
लेकिन उनके भाई से डरते है।

आँखों कि बात तो समझ नहीं पाते ,
होठ तो कुछ कह नहीं पाते ,
हम अपनी बेबसी किस तरह से कहे ,
कोई तो है जिस बिना हम रह नहीं पते।

समुंदर से सीखी है प्यार कि गहराई ,
रात से सीखी है लम्बी तन्हाई ,
चाँद से सीखी है हमने दर्द ए यार ,
और तुम से सिखा है अपनापन और प्यार। 

कुछ इस तरह से प्यार करना पड़ता है ,
कि अपने प्यार से इंकार करना पड़ता है ,
कभी कभी तो वो इतना करीब होते है ,
कि अपने आप को दिवार करना पड़ता है। 


khush nahi hai fir bhi khush rahte hai.

Laprwaha hai fir bhi sab ki parwaha karte hai.
Malum hai ki kuchh mal nahi hai hamara
fir bhi kuchh Anmol logo se rista rakhte hai.

Har kisi ko hum Nahi ajmate.
Har kisi ko hum Nahi satate.
Satate hai sirf dil me rahne walo ko.
Garo ki tarf to hum nazar bhi nahi uthate.

Aapse milne ka irada karte hai.
Kabhi na bulane ka wada karte hai.
Maaf karna ki hum aa to nahi sakte
par aap ko yaad to aap se bhi zyada karte hai.


Har mulakat par bedardi time ka takaza hua,
Jab jab us bedardi ko dekha dil ka dard taza hua,
Suni thi gazlo me bewafai ki bate,
Jab khud par biti to pata chala.

ban ke ahasas meri dadkan ke pass rahti ho sunm,
Taswir ban kar meri aankho ke samne rahti ho,
Puchhana sirf ek swal?
Hum se sur rahkar kay tum bhi udass rahti ho.

kadmo ke faslo se dilo ke fasle dur nahi hote hai,
Dur hone se dosti ka ahasas nahi mitta hai,
Par koi pal nahi jab hum tume yaad nahi karte hai.

ye jamin ki aadat hai ki aansuo ko sok leti hai,
Warna in aankho se bahne walo aasuo ka ek aalg se samunder hota.

kitna payar karte hai hum unse ,
Kas une bhi aahsas ho jaye,
Kahi esa na ho ki wo hos me aaye jab,

Jab hum or kisi ki baho me ho.


Dil ke kahne se dil ki duniya chhod aaye,
Sabhi risto se nata tod aaye,
Humne nai manga hisab waqt ka,
Na jane un ke payar me kitno ke dilo ki bhi tod aaye.

Wo yaad bhi nahi karte,
Hum bhula bhi nahi sakte hai,
Wo has bhi nahi sakte,
Hum rula bhi nahi sakte hai,
Dosto itna khubsurt hai ki hum bata bhi nahi sakte.
Or jata bhi nahi sakte hai,

Jab aap ka naam juban par aata hai,
Pata nahi dil ku muskarata hai,
Khusi hoti hai dil ko koi to hume hasata hai.

Wahi khamosiya ,
Wohi tanhai,
Ye bewafa hawa kiski yaad layi,
Hum to chand ko dekha karte the,
Fir bhi na jane kis ke liye aankho me aansu aai.

Kisi or ki baho me rahkar wo wafa ki bate karit hai,
Ye kasi chahat hai dosto,ye bewafa jan kar bhi hum unise payar karte hai.

hasi ka koi bhi mol nahi hota,
Kuch risto ka to tol bhi nahi hota,
dost to mil jate hai rasto par,
lekin har koi aap jase anmol nahi hote.

nasha pyar ka ho ya fir daru ka,
hosh dono me hai kho jate hai,
far sirf inta hota hai daru sula deti hai,
or pyar rula deta hai.

Rone se kuchh bhi nahi milta,
Jo bichhad jaye wo sathi kabhi bhi nahi hota,
dusro ki to mafil hum sajate hai,


0 comments:

Post a Comment

Categories

Popular Posts

Blog Archive